Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics – Satinder Sartaaj

Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics are sung by Satinder Sartaaj. This captivating track highlights the extraordinary talents of artists Satinder Sartaaj, Priyanka Khera. The music is composed by Satinder Sartaaj. And Hame Chithiyan Mili Hai Mahtab Se Lyrics penned by Satinder Sartaaj. The song beautifully captures its emotional essence. Stay tuned to discover the lyrical depth of “Guzarish” exclusively on T-Series.

Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics

Gulkando mein mehakti si dilkashi ka khwaab hai
Noor ka yeh shamiyana khoob hai nayab hai
Nazneen-e-rooh ko nazron se roshan kar diya
Meherbani shukriya tasleem hai adaab hai

Khwab gahon se ho chuki hai rawangi
Abhi badalon pe chayegi deewangi
Khwabgaho se ho chuki hai rawangi
Abhi badalo pe chayegi deewangi

Hame chithiya mili hai mahtab se
Chithiyan mili hain mahtab se
Koi bach nahi payega shabab se
Aaj aaye hai huzoor benaqab se
Guzarishon pe gor kijiye
Guzarisho pe gor kijiye

Baat hui hai baharon ki gulab se
Waqfiyatein bhi ho gayi shadaab se
Vo toh maangte hai shofiyan janab se
Guzarishon per gor kijiye
Guzarishon par gor kijiye

Aashiqana sa mizaj hai adaon mein
Vo milayenge suroor bhi fizaon mein
Ashiqana sa mijaj hai ada’on me
Vo milayenge suroor bhi fiza’on mein

Ke nasha akhiyon mein zyada hai sharab se
Ankhiyon mein jyada hai sharab se
Aur jalawe kamaal laajawab se
Maine suna hai wo aaye hai punjab se
Guzarish pe gor kijiye
Guzarish pe gaur kijiye

Hume chithiyan mili hain mahtab se
Chitthiyaa mili hain mahtab se
Koi bach nahi payega shabab se
Aaj aaye hai huzoor benakaab se
Guzarishon par gor kijiye
Guzarishon pe ghor kijiye

Ho chalo seekh le isharon ka muhavara
Hai nigahon ka hi yeh toh sara majara
Kya dilawari dikhayenge misaal do
Log puchhte hai aake toh bata zara

Haan jise jaamiya-e-ishq se taleem ho
Vo jo shor-o-ghul se door ho saleem ho
Vo hi ulfatein sikhayenge hisaab se
Vo hi ulfatein sikhayenge hisaab se
Sartaaj kya padhoge ye kitaab se
Jazbaat hai dilon mein yeh betaab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye

Hame chitthiyan mili hain mahtab se
Hamein chitthiyan mili hain mahtab se
Koi bach nahi payega shabab se
Aaj aaye hain huzoor benaqab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye

Baat hui hai baharon ki gulab se
Baat hui hai baharon ki gulab se
Waqfiyatein bhi ho gayi shadaab se

Wo toh maangte hain shofiyan janab se
Guzarishon pe gaur kijiye
Guzarishon pe gaur kijiye.

Guzarish Song Credits

Title – Guzarish
Singer – Satinder Sartaaj
Music – Satinder Sartaaj
Lyrics – Satinder Sartaaj
Lable – T-Series

LyricsMini FAQs

Who are the singers of the song “Guzarish“?

  • The song is sung Satinder Sartaaj.

Who composed the music for “Guzarish”?

  • The music for the song is composed by Satinder Sartaaj.

Who wrote the lyrics for “Guzarish”?

  • The lyrics are written by Satinder Sartaaj.

Which record label released “Guzarish“?

  • The song was released under T-Series.

“Guzarish” Song Exploration

Enjoy the soulful and melodious song “Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics” by the talented Punjabi singer Satinder Sartaaj. Known for his poetic lyrics and mesmerizing voice, Satinder Sartaaj brings beautiful emotions and heartfelt expressions to this song. With its captivating melody and meaningful words, “Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics” is a treat for music lovers who appreciate soulful Punjabi music.

The song Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics is written, composed, and sung by Satinder Sartaaj and released under the music label T-Series. The music video features Satinder Sartaaj and Priyanka Khera in the lead roles. Explore the complete Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics here and enjoy this beautiful musical creation by Satinder Sartaaj “Hame Chithiya Mili Hai Mahtab Se Lyrics”.

Scroll to Top