
Kya Kahu Na Kahu Teri Tarif Me Lyrics
Aaj Pahli Dafa Muskuraya Hai Dil
Tum Milo Jo Mujhe Humdam
Aaj Se Pyaar Mein Hain Hum
Han Tere Pyaar Me Hai Hum
Kya Kahu Na Kahu Teri Tarif Me
Labz Sare Lage Hai Kam
Aaj Se Pyar Me Hai Hum
Ha Tere Pyaar Mein Hai Hum
Tumne Apna Kaha Pass Hum Ho Gaye
Main Dhadkne Lagi
Sansh Tum Ho Gaye
Fhasle Ab Sanam Sab Khatam Ho Gaye
Shayri Ki Tarah Yaad Tum Ho Gaye
Honge Raahe Teri Paw Honge Mere
Sath Denge Tera Humdum
Aaj Se Pyaar Me Hai Hum
Ha Tere Pyaar Mein Hain Hum
Jaan Jati Hai Jo Door Jate Ho Tum
Ek Pal Bhi Hume Bhool Jate Ho Tum
Raat Bhar Phir Hame Neend Aati Nahi
Jab Kisi Baat Pe Rooth Jate Ho Tum
Saath You Hi Tere Hai Bitane Mujhe
Jindagi Ke Sabhi Mausam
Aaj Se Pyaar Mein Hain Hum
Ha Tere Pyaar Me Hai Hum
Aaj Se Pyaar Me Hai Hum
Ha Tere Pyaar Me Hai Hum.
Pyaar Mein Hain Hum Song Credits
Title – Pyaar Mein Hain Hum
Singer – Pawan Singh, Payal Dev
Music – Payal Dev
Lyrics – Kunaal Vermaa
Lable – T-Series
LyricsMini FAQs
Who are the singers of the song “Pyaar Mein Hain Hum”?
- The song is sung by Pawan Singh, Payal Dev.
Who composed the music for “Pyaar Mein Hain Hum”?
- The music for the song is composed by Payal Dev.
Who wrote the lyrics for “Pyaar Mein Hain Hum”?
- The lyrics are written by Kunaal Vermaa.
Which record label released “Pyaar Mein Hain Hum”?
- The song was released under T-Series.
“Pyaar Mein Hain Hum” Song Exploration
Kya Kahu Na Kahu Teri Tarif Me Lyrics is a romantic Hindi-Bhojpuri fusion track that beautifully captures the emotions of love, longing, and togetherness. Sung by the dynamic duo Pawan Singh and Payal Dev, the song brings a perfect blend of soulful melody and regional charm. Payal Dev’s heartfelt composition adds a modern yet emotional touch, while Kunaal Vermaa’s touching lyrics convey the purity and depth of love in the most poetic way “Kya Kahu Na Kahu Teri Tarif Me Lyrics”.
Featuring Pawan Singh and Zareen Khan, the music video showcases a captivating love story with stunning visuals and intense chemistry. Their performances add emotional depth, making the song not just a musical experience but a visual treat as well. Released under the prestigious T-Series label, Kya Kahu Na Kahu Teri Tarif Me Lyrics is a melodious journey of love that resonates with anyone who has ever felt the beauty and ache of being in love.