
Tujhe Milke Ye Dil Mera Beh Jayega Lyrics
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hoon
Kamjor ho jaata hu main
Tujhse dur main ek hi wajah ke liye hoon
Kamzor ho jata hu main
Tujhse door main ek hi wajah ke liye hu
Aawara ban jaata hoon main
Tujhe chhu lu to kuch mujhe ho jayega
Jo main chahta na ho mujhko
Tujhe milke ye dil mera beh jayega
Isi baat ka darr hai mujhko
Ke ho na jaye pyar tumse mujhe
Kar dega barbaad ishq mujhe
Ki ho na jaye pyar tumse mujhe
Behad beshumaar tumse, tumse
Teri nazdikiyon mein kaisa khumaar hai
Tеri qurbat se mera dil kyu beqaraar hai
Kyun yеh mit ti nahi hai, kaisi yeh pyaas hai
Jitna main door jaun, utni hi tu paas hai
Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere
Sab kuch keh doon kya tujhko
Tu mujhko chhod jaayegi ya aayegi paas mere
Isi baat ka darr hai mujhko
Ki ho na jaye pyar tumse mujhe
Kar dega barbaad ishq mujhe
Ho na jaye pyaar tumse mujhe
Behad-beshumaar tumse, tumse
In gamon ko khatam kar rahe ho tum (haan, haan)
In gamon ko khatam kar rahe ho tum
Zakhmon ka marham ban rahe ho tum
Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha
Ke meri duniya ban rahe ho tum, ban rahe ho tum
Tere bin kya ye dil ab dhadak payega
Puchhta hoon main ye khud ko
Tere aane se dard chala jayega
Isi baat ka dare hai mujhko
Ke ho na jaye pyaar
Ki ho na jaye pyar
Ki ho na jaaye pyar tumse mujhe
Kar dega barbaad ishq mujhe
Ho na jaaye pyaar tumse mujhe ho
Behad beshumaar tumse, tumse
Ishq mujhe, ishq mujhe
Barbaad mujhe, ishq mujhe.
Barbaad Song Credits
Title – Barbaad
Singer – Jubin Nautiyal
Music – The Rish
Lyrics – The Rish
Lable – YRF
LyricsMini FAQs
Who are the singers of the song “Barbaad”?
- The song is sung by Jubin Nautiyal.
Who composed the music for “Barbaad”?
- The music for the song is composed by The Rish.
Who wrote the lyrics for “Barbaad”?
- The lyrics are written by The Rish.
Which record label released “Barbaad”?
- The song was released under YRF.
“Barbaad” Song Exploration
Tujhe Milke Ye Dil Mera Beh Jayega Lyrics is a soulful heartbreak track from the film Saiyaara, sung with deep emotion by Jubin Nautiyal. The song captures the essence of love lost, with haunting melodies composed by The Rish and heartfelt lyrics penned by The Rish himself, also known as Rishabh Kant. Jubin’s expressive voice, combined with the melancholic tune, makes Tujhe Milke Ye Dil Mera Beh Jayega Lyrics a stirring musical experience that resonates with anyone who’s faced the pain of separation.
“Tujhe Milke Ye Dil Mera Beh Jayega Lyrics” Featuring the fresh on-screen pair Ahaan Panday and Aneet Padda, the music video enhances the emotional intensity of the song, portraying a story of love, loss, and regret. Released under the YRF label, Tujhe Milke Ye Dil Mera Beh Jayega Lyrics stands out for its lyrical depth and poignant composition, making it a memorable addition to the film’s soundtrack and to Jubin Nautiyal’s growing list of heartfelt ballads.